Zinda Hu Is Tarah

Zinda Hu Is Tarah 歌詞

ジャンルClassico
時間4:24
原文言語UZ
閲覧数241
歌詞座標

原文歌詞

UZ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Zinda hu is tarah ki gam-e-zindagi nahin Jalta hua diya hun magar roshani nahin Zinda hu Vo muddatein huin hain kisise juda hue Lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahin Zindaa hu Aane ko aa chukaa thaa kinaaraa bhii samane Khud usake paas hii merii naiyyaa gai nahii.n Zindaa hu Honthon ke paas aae hasi, kya mazaal hai Dil ka muamla hai koi dillagi nahin Zindaa hu Ye chaand ye hava ye fiza, sab hain madma Jo tu nahin to in mein koi dilkashii nahin Zindaa hu