歌詞座標
DE原文歌詞
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Teree Duniyaan Mein Dil Lagataa Nahee, Waapas Bulaa Le
mai Sajade Mein Giraa Hoo, Muz Ko Aye Maalik Uthhaa Le
bahaar Aayee Thee, Kismat Ne Magar Ye Gul Khilaayaa
jalaayaa Aashiyaan, Sayyaad Nen Par Nonch Daale
bhanwar Kaa Sar Naa Chakaraye, N Dil Laharon Kaa Doobe
le Kashtee Aap Kar Dee Maine Toofaan Ke Hawaale




