Sajanawa Bairee Ho Gaye Humaar

Sajanawa Bairee Ho Gaye Humaar 歌詞

ジャンルClassico
時間4:24
原文言語EO
閲覧数168
歌詞座標

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Sajanawa bairee ho gaye humaar chithheeya ho toh, har koyee bache, bhag na bache koyee karamawa bairee ho gaye humaar jaaye base pardes sajanawa, sautan ke bharamaaye na sandes na koyee khabariya, rut aaye rut jaaye dub gaye ham bich bhanwar me, kar ke sola paar sajanawa bairee ho gaye humaar sunee sej god moree sunee, maram na jaane koyee chhatapat tadape parit bicharee, mamata aansu roye na koyee iss par hamaara, na koyee uss par sajanawa bairee ho gaye humaar