Duniya Se Jaanewaale

Duniya Se Jaanewaale 歌詞

ジャンルClassico
時間3:35
原文言語EU
閲覧数162
歌詞座標

原文歌詞

EU
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Duniya se jaanewaale, jaane chale jaata hain kaha kaise dhundhe koyee unako, nahee kadamo ke bhee nishaan jaane hain woh kaun nagariya, aaye jaaye khat naa khabariya aaye jab jab unakee yaade, aaye hotho pe faryaade jaake phir naa aanewaale, jaane chale jaate hain kaha mere bichhade jivan saathee, saathee jaise dipak baatee mujhase bichhad gaye tum aise, saawan ke jaate hee jaise udake baadal kaale kaale, jaane chale jaate hain kaha