Aaya Hai Mujhe Phir Yad Woh Jalim

Aaya Hai Mujhe Phir Yad Woh Jalim 歌詞

ジャンルClassico
時間4:26
原文言語MS
閲覧数337
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Aaya hai mujhe phir yad woh jalim, gujara jamana bachpan kaa hay rey akele chhod key jana, aur naa aana bachpan kaa aaya hai mujhe woh khel woh sathee woh jhule, woh daud key kehna aa chhule ham aaj talak bhee naa bhule, woh khwab suhana bachpan kaa aaya hai mujhe iskee sab ko pehchan nahee, yeh do din kaa mehman nahee mushkil hai bahut aasan nahee, yeh pyar bhulana bachpan kaa aaya hai mujhe. milkar roye fariyad kare, un bite dino kee yad kare aaye kash kahee mil jaye koyee, yun mit purana bachpan kaa aaya hai mujhe.