Badan Pe Sitaare

Badan Pe Sitaare 歌詞

ジャンルWorld Music
時間2:35
原文言語MS
閲覧数733
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Badan pe sitaare lapate huye O jaane tamanna kidhar ja rahi ho Zara paas aayo, to chain aa jaaye Hameiin jab na honge to aye dilrubaan Kise dekh kar haaye sharmaayo gi Na dekhogi phir tum kabhi aaina Hamare bina roz ghabraayo gi Badan pe sitaare lapate huye... Hai ban ne sawar ne ka jab hi maza Koyi dekhne wala aashiq to ho Nahi to yeh jalwe hain bhujte diye Koyi mitne wala ek aashiq to ho Badan pe sitaare lapate huye... Mohabbat ki yeh intaha ho gayi Ke masti mein tumko khuda keh gaya Zamana yeh insaaf karta raha Bura keh gaya yah bhala keh gaya Badan pe sitaare lapate huye O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho Zara paas aayo, to chain aa jaye...