Mil Mil Ke Bichhad Gaye

Mil Mil Ke Bichhad Gaye 歌詞

ジャンルInstrumental
時間2:30
原文言語EO
閲覧数366
歌詞座標

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
mil mil ke bichhaD gaye nain(-2) gayaa sukh chain,judaai aa gaee haay judaai aa gaee mil mil ke bichhaD gaye…… sajan se madhur milan ki raat hui ek sapane jaisi baat (-2) kare ab ro ro ke bechain gayaa sukh chain,judaai aa gaee haay judaai aa gaee mil mil ke bichhaD gaye…… kismat ne hamaaraa pyaar likhaa thaa jeevan mein deen chaar (-2) chhaa gaee gham ki kaali rain (-2) gayaa sukh chain,judaai aa gaee haay judaai aa gaee mil mil ke bichhaD gaye……