Meri Duur Se Aayi Baraat

Meri Duur Se Aayi Baraat 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:35
原文言語NL
閲覧数991
歌詞座標

原文歌詞

NL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
meri duur se aayi baraat maiya mai tu paunni balma chail chabila man ko mohe balma joda rang rangila tan pe sohe balma pada paau ye kiska angan mei khile phool se mere tan man mei choota maike ki galiyon ka saath maiya maitu paunni le gaye dil ko loot ke tere bol rasile ghayal kar gaye haay ghayal kar gaye jaan ko tere nain katile mai to wari jaaoon bali hari jaaoon jab mukhada dekhon darpan mei tere surat ubhare naina mei bhali lage na naihar ki baat maiya mai to pauni meri duur se aayi baraat maiya mai tu paunni waar diya maine tujh par dil waar diya har diya maine sab kuch are haar diya maar diya tune zulmi haay maar diya mai tu wari jaoon bal hari jaoon tera naam base mere tan man mei tera roop base mere sapanan mei liya saajan ne haathon mei haath maiya mai pauni meri duur se aayi baraat maiya mai tu paunni