Mere Mann Ka Baavra Panchi

Mere Mann Ka Baavra Panchi 歌詞

ジャンルInstrumental
時間4:11
原文言語HU
閲覧数462
歌詞座標

原文歌詞

HU
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
mere mann ka baavara panchi kyon baar baar dole -2 sapanon mein aaj kis ka vo bahake pyaar dole mere mann ka ... kis ke khayal mein ye nazarein jhuki jhuki hain -2 dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain -2 tum ho qaraar jis dil ka -2 wohi beqaraar dole mere mann ka ... dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski -2 ham paas hain tumhare phir dil mein yaad hai kis ki -2 tum jo nazar milaao -2 dil mein bahaar dole mere mann ka ... kab se khade hue hain kah do to laut jaaye -2 tumhe duur hi se dekhen har din na paas aaye -2 aankhon mein zindagi bhar tak -2 tera intazaar dole mere mann ka ...