Man Dole Mera Tan Dole

Man Dole Mera Tan Dole 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:58
原文言語SL
閲覧数611
歌詞座標

原文歌詞

SL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
(Man dole mera tan dole mere dil ka gaya qaraar re Yeh koun bajaaye baansuriya) -2 Madhur madhur sapnon mein dekhi maine raah albeli Chhod chali main laaj ka pehra jaane kahan akeli Chali re main jaane kahan akeli Ras ghole dhun yoon bole jaise thhandi pade puhaar re Koun bajaaye baansuriya Man dole mera tan dole.. Qadam qadam par rang sunehra yeh kisne bikhraaya Naagan ka man bas karne yeh kaun sapera aaya Na jaane kaun sapera aaya Pag dole dil yoon bole tera hoke rahaa shikaar re Koun bajaaye baansuriya Man dole mera tan dole...