Kajara Laga Ke

Kajara Laga Ke 歌詞

ジャンルInstrumental
時間10:06
原文言語ドイツ語
閲覧数1.5K
歌詞座標

原文歌詞

DE
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
ki : kajara laga ke gajara saja ke bijuri gira ke jaiyo na la : nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na ki : mukhada na dekho darpan mein jhaanko zara mere man mein aise jiya pe chhaai ho jaise ghataayen saavan mein raat aur din tumhare bin man mein aur kaun hai ab zid chhodo na aage-aage daudo dil na mera todo ghunghata gira ke mukhada chhipa ke bijuri gira ke jaiyo na la : nain mila ke ... chhodo meri ho o zulmi chhodo meri kalaai ko sun lo meri duhaai ko kyon chhedate ho raste mein ladaki kisi paraai ko mera naam ho badanaam jo koi dekh le chalo hato jaao jiya na dhadakaao dekho baaj aao apana bana ke sapana dikha ke nindiya uda ke jaiyo na ki : kajara laga ke ...