Har Dil Jo Pyar Karega

Har Dil Jo Pyar Karega 歌詞

ジャンルInstrumental
時間4:45
原文言語ドイツ語
閲覧数1.5K
歌詞座標

原文歌詞

DE
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega - 2 Deewana sekdon mein pehchaana jaayega - 2 Deewana Aap hamaare dil ko churaakar aankh churaaye jaate hain Yeh ek tarfa rasm-e-vafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain Chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin, o Jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana Bhooli bisri yaadein mein hanste gaate bachpan ki Raat beraat chali aati hai neend churaane nainan ki Ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye, ho Jaane kab in aankhon ka sharmaana jaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana Apni apni sabne keh li, lekin hum chupchaap rahe Dard paraaya jisko pyaara, voh kya apni baat kahe Khaamoshi ka yeh afsaana reh jaayega baad mere, o Apna ke har kisi ko begaana jaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega Deewana sekdon mein pehchaana jaayega Deewana Deewana