Chalo Dildaar Chalo (feat. Mohammed Rafi)

Chalo Dildaar Chalo (feat. Mohammed Rafi) 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:47
原文言語MS
閲覧数1.1K
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hai tayaar chalo chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hai tayaar chalo aao kho jaaye sitaaron mein kahin aao kho jaaye sitaaron mein kahin chhod de aaj yeh duniya yeh zameen duniya yeh zameen chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hai tayaar chalo hum nashe mein hai sambha lo hamein tum hum nashe mein hai sambha lo hamein tum neend aati hai jaga lo hamein tum jaga lo hamein tum chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hai tayaar chalo oh oh, oh oh, oh oh, oh oh oh oh oh oh, oh oh, oh oh oh zindagi khatm bhi ho jaaye agar zindagi khatm bhi ho jaaye agar na kabhi khatm ho ulfat ka safar ulfat ka safar chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hai tayaar chalo chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hai tayaar chalo chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hai tayaar chalo