Shahrukh Khan

Shahrukh Khan 歌詞

時間5:27
原文言語ET
閲覧数8K
歌詞座標

原文歌詞

ET
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Ladki badi anjaani hai Sapna hai sach hai kahani hai Dekho yeh pagli Bilkul na badli Yeh to wahi deewaani hai Lakda badaa anjaana hai Sapna hai sach hai fasaana hai A haa yeh pagla Bilkul na badla Yeh to wahi deewaana hai Paas reheke bhi thi doori Jaane kaisi thi majboori Waqt woh bhi ajib thaa Jab tu mere kareeb thaa Kho gayee yeh kis jahan mein Main yaha.n hu dekh to zaraa Lakda badaa anjaana hai Sapna hai sach hai fasaana hai Dekho yeh pagli Bilkul na badli Yeh to wahi deewaani hai Hmmm, bhid mei.n bhi thi tanhai Yaad har pal teri aayee Roke koi mujhe zaraa Bhar naa aaye yeh dil meraa Beheke beheke mere kadam hai Aise mei.n tu sambhaal to zaraa Ladki badi anjaani hai Sapna hai sach hai kahani hai Dekho yeh pagli Bilkul na badli Yeh to wahi deewaani hai Tum ne najaane kya Sapne dikhaaye Jaage naa sota hai Kuch kuch hota hai Kuch kuch hota hai Kuch kuch hota hai Kuch kuch hota hai