Zindagi Ek Safar Hai Suhana

Zindagi Ek Safar Hai Suhana 歌詞

ジャンルWorld Music
時間4:26
原文言語MS
閲覧数700
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
(Zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana) -3 Arey o leiyo leiyo, oleiyo leiyo Oleiyo leiyo, oleiyo leiyo Oleiyo leiyo, oleiyo leiyo (Chadh taaron se chalna hai aage Asmaanon se badna hai aage) -2 Pichhe reh jayega yeh zamana Yahan kal kya ho kisne jaana Zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana (Haste gate jahan se guzar Duniya ki tu parvah na kar) -2 Muskuraate hue din bitana Yahan kal kya ho kisne jaana Haan zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana (Maut aani hai ayegi ik din Jaan jaani hai jayegi ik din) -2 Aisi baaton se kya ghabrana Yahan kal kya ho kisne jaana Zindagi ek safar hai suhana Yahan kal kya ho kisne jaana Di di di, du du du Oleyo leyo ha haa haa