Na Phoolon Ke Khilne Se

Na Phoolon Ke Khilne Se 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間4:49
閲覧数343
歌詞座標

原文歌詞

ID
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Na phoolon ke khilne se Na kaliyon ke muskaane se Na koyal ki koo koo se Na bulbul ke gaane se) - 2 Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 2 Na phoolon ke khilne se Na kaliyon ke muskaane se Na koyal ki koo koo se Na bulbul ke gaane se Hey, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se Na phoolon ke khilne se Ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao Do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao O, ek kadam main aage aaoon, ek kadam tum aao Do hi kadam ki doori hai, yeh doori sanam mitaao Na rangon ke udne se Na chunri laheraane se Na paayal ki chham chham se Na kangna khankaane se Haan, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se Na phoolon ke khilne se --FEMALE-- Aa, aa (Majboor kiya is dil ne mujhe Main roke na ruk paayi Baaghon mein tere kaise Bin dor peechhe chali aayi) - 2 Na sooraj ke dhalne se Na hi chaand nikalne se Ho, na taaron ke tim tim se Na saawan ki rim jhim se Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 2 --MALE-- Na phoolon ke khilne se --FEMALE-- Na kaliyon ke muskaane se --MALE-- Na koyal ki koo koo se --FEMALE-- Na bulbul ke gaane se --MALE-- Hey, badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se --BOTH-- Badal gaya hai yeh mausam aap ke aa jaane se - 3 Tell A Friend