歌詞座標
MS原文歌詞
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Kya Tumne Hai Keh Diya
Kya Maine Hai Sun Liya
Tunmhi Kaho Ab Maein Kahun Kya
Kya Tumne...
Jabse Maein Aur Tum Paas Aaye
Raaston Mein Hain Phoolon Ke Saaye
Pedh Jhoome Hawa Gungunaye
Koi Pooche Agar Yeh Kya Hua
To Isko Kahe Koi Kya
Kya Tumne...
Neela Saagar Hai Neeli Ghatayen
Meherbaan Humpe Hain Yeh Fizaayen
Vaadiyaan Baahen Khole Bulayen
Koi Pooche Agar Yeh Kya Hua
To Isko Kahe Koi Kya
Kya Tumne...







