Mazaa Zindagi Ka

Mazaa Zindagi Ka 歌詞

ジャンルPop
時間3:56
原文言語英語
閲覧数232
歌詞座標

原文歌詞

EN
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
( Words & Music by Salman Ahmad ) Yeh Mazaaa Zindagi Ka Aye na roz roz Yeh samaa hai khushi ka Aye na roz roz Zinda dil dosto Chalo agey barho Duniya tumhari hai Jaan ki yeh baazi hai Zinda dil dosto Chalo agey barho Yeh moqaa thaam lo Yeh lamha roaq lo! Jeevan ik mail hai Do pal ka khel hai Hum to sub khilari hain Fankaar ya anari hain Kabhi jeetna, kabhi haarna Par baazi sey na darna Jaago dosto, jaago humrahio Kinaarey ki talaash mein Samandar mein hum sub saath hain Kabhi doobna, kabhi ternaa Par lehron say na darna Vocals: Ali Azmat & Salman Ahmad Guitars & Keyboards: Salman Ahmad Bass Guitars: Brian O'Connell Drums: Jay Dittamo Tablas & Dholaks: Ashiq Ali Mir