Ajeeb Saaneha Mujh Par

Ajeeb Saaneha Mujh Par 歌詞

ジャンルWorld Music
時間5:49
原文言語MS
閲覧数313
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
ajeeb saaneha mujh par guzar gaya yaaro main apne saaye se kal raat dar gaya yaaro har ek naqsh tamanna ka ho gaya dhundhala har ek zakm mere dil ka bhar gaya yaaro bhatak rahi thi jo kashti vo gaqr-e-aab hui chadha hua tha jo dariya utar gaya yaaro vo kaun tha vo kaha ka tha kya hua tha use suna hai aaj koi shaks mar gaya yaaro