Rah-E-Ishq Ki Intehaan Chaahata Huun

Rah-E-Ishq Ki Intehaan Chaahata Huun 歌詞

ジャンルPop
時間7:37
原文言語SQ
閲覧数257
歌詞座標

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
rah-e-ishq ki intehaan chaahata huun junuun sa koyi rahanuma chaahata huun jo irafaan ki zindagi ko badha de main wo waadaa-e-jaan-fiza chaahata huun mita kar mujhe aap mein jazb kar le baqa ke liye main fana chaahata huun bayaan haal-e-dil main karuun kyuun zabaan se kuda jaanata hai main kya chaahata huun mere chaaraagar main huun bimaar tera tere haath se hi shifa chaahata huun