Kisi Ki Shaam-E-Saadagi Sahar Ka Rang Pa Gayi

Kisi Ki Shaam-E-Saadagi Sahar Ka Rang Pa Gayi 歌詞

ジャンルPop
時間7:44
原文言語SQ
閲覧数267
歌詞座標

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
kisi ki shaam-e-saadagi sahar ka rang pa gayi saba ke paanv thak gaye magar bahaar aa gayi chaman ki jashn-gaah mein udaasiyaan bhi kam na thin jali jo koyi shamm-e-gul kali ka dil bujha gayi butaan-e-rang-rang se bhare the butakade magar teri adaa-e-saadagi meri nazar ko bha gayi meri nigaah-e-tishnaa-lab ki sar-kushi na puuchhiye ke jab uthi nigaah-e-naaz pi gayi pila gayi kiza ka daur hai magar wo is ada se aaye hain bahaar darshan-e-hazin ki zindagi pe chha