Dilawaalon Kya Dekh Rahe Ho In Raahon Mein

Dilawaalon Kya Dekh Rahe Ho In Raahon Mein 歌詞

ジャンルPop
時間156:29
原文言語MS
閲覧数243
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
dilawaalon kya dekh rahe ho in raahon mein, in raahon mein hadd-e-nazar tak ye viraani saath chalegi, saath chalegi sannaate phir shama ke aansu chaat rahe hain, chaat rahe hain ye basti jo ujad gayi hai ab na basegi, ab na basegi ghar ke andar saare jangal ka sannaata, sannaata shaam huyi to is jangal mein hawa chalegi, hawa chalegi jinake haathon dil ki ye tauhin huyi hai, tauhin huyi hai unake liye bhi ye duniya aisi na rahegi, aisi na rahegi ' razi' miyaan tum shaam se kaise chup baithe ho, chup baithe ho kuchh to bolo aisi chup se baat badhegi, b