Mera Sundar Sapna Beet Gaya

Mera Sundar Sapna Beet Gaya 歌詞

ジャンルClassico
時間3:56
原文言語MS
閲覧数310
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
era sundar sapna beet gaya main prem mein sab kuchh har gayi bedard zamaana jeet gaya mera sundar sapna beet gaya (kyun kali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai) 2 meri prem kahani khatm hui mere jeewan ka sangeet gaya mera sundar sapna beet gaya (o, chod ke jaanewale aa dil tod ke jaanewale aa) 2 aankhen aansuan mein doob gayi, doob gayi aankhen aansuan mein doob gayi hansne ka zamaana beet gaya mera sundar sapna beet gaya (har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi) 2 is jeewan ko ab aag lage, aag lage is jeewan ko ab aag lage mujhe chodke jeewan meet gaya mera sundar sapna beet gaya main prem mein sab kuchh har gayi bedard zamaana jeet gaya mera sundar sapna beet gaya ...