Kaise Koi Jiye

Kaise Koi Jiye 歌詞

ジャンルClassico
時間6:26
原文言語EO
閲覧数325
歌詞座標

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
kaise koi jiye -2 zahar hai zindagi utha toofaan wo utha toofaan naach ke sab bujh gaye diye kaise koi jiye baadal hain ya dhuaan aag lagi kahaan jalata na ho kaheen mera hi aashiyaan angaare the aansu nahi wo dil ne jo piye kaise koi jiye zahar hai zindagi utha toofaan wo utha toofaan naach ke sab bujh gaye diye kaise koi jiye taare na jaanen oonchaai gagan ki aankhen na samajhen gaharaai man ki -2 taare na jaanen pyaase papeehe ne aas thi baandhi ud gaye baadal a gai aandhi gam ne jo chheda dil ne hansi se honth si liye kaise koi jiye zahar hai zindagi utha toofaan wo utha toofaan naach ke sab bujh gaye diye kaise koi jiye