Eh dil mujhe bata de

Eh dil mujhe bata de 歌詞

ジャンルClassico
時間4:53
原文言語MS
閲覧数225
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Aaha aa ha aa.. Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai (Masti bhara taraana, kyu raat gaa rahi hai Aankho mein neend aakar, kyu door jaa rahi hai) 2 Dil mein koyi sitamgar, armaan jaga gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke Lala laa lala laa... Betaab ho raha hai, ye dil machal machal ke Shaayad ye raat beete, karvat badal badal ke Eh dil zara sambhal jaa, shaayad woh aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai (Bheegi huwi hawaaye, mausam bhi hai gulaabi Kya chaand kya sitaare, har cheez hai sharaabi) 2 Dheere se ek naghma, koyi suna gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya hai Eh dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Woh kaun hai jo aakar, khwaabo pe chha gaya