Ek Tarfa

Ek Tarfa 歌詞

ジャンルPop
原文言語ヒンディー語
閲覧数30
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
ishq hai, tujhse hi pehla hi, aakhri tu yeh na samjha ek tarfa hai mera pyaar ek tarfa re ek tarfa hai mera pyaar ek tarfa re tutke chaha, maine tujhko toda tune vaada tu kya jaane, pyaar kiya tujhko khud se zyada kiya ikrar maine jab bhi kiya ikrar maine jab bhi tune kiya inkaar ek tarfa hai mera pyaar ek tarfa re ek tarfa hai mera pyaar ek tarfa re sapna dekha, jab bhi maine har sapne mein tu tha aankh mein meri aks tha tera tune na pehchana badle mein tune diya badle mein tune diya in aankhon ko intezaar ek tarfa hai mera pyaar ek tarfa re ek tarfa hai mera pyaar ek tarfa re ek tarfa hai mera pyaar ek tarfa re