Yaara Teri Yaari

Yaara Teri Yaari 歌詞

ジャンルPop
原文言語ヒンディー語
閲覧数69
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Tu hi hai, bas tu hi hai Meri har hansi mein tu hi hai Tu hi hai, bas tu hi hai Har lamhe mein aur saal mein Tu hi hai, bas tu hi hai Mere gham khushi mein tu hi hai Tu hi hai, bas tu hi hai Teri dosti har haal mein Agar mudke dekhu jo main zara Toh kabhi na raha tujhse judaa Yaara teri yaari Umrr saari saath hai Yaara teri yaari Umrr saari saath hai Bin kahe sab Sun leta hai mera yaar Dard se khushiyan chun leta hai mera yaar Duniya se lad jaata hai mere liye Lekin mujhse haar jata hai mera yaar Agar mudke dekhu jo main zara Toh kabhi na raha tujhse judaa Yaara teri yaari Umrr saari saath hai Yaara teri yaari Umrr saari saath hai