Yaaro

Yaaro 歌詞

ジャンルFolk
時間2:59
原文言語SR
閲覧数332
歌詞座標

原文歌詞

SR
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Hum aaj bhi hain Hum kal bhi hain Hum guzray lamhon ka Haasil bhi hain Hum josh bhi hain Aur hosh bhi hain Hum shor ki duniya main Khamosh bhi hain Kitni hain khushiyan Kitnay ghum Mil k rahaingay sada hum Hongay na yaaro kabhi juda Aoooooo Apni zameen apna jahaan Mil k rahaingay hum yahan Bhulu na, bhulu na meri awaaz Hum khwaab bhi hain Taabeer bhi hain Umeedon ki Parwaaz bhi hain Sochain agar Tuufaan bhi hain Chahain agar Baadbaan bhi hainnnnn Kitni hain khushiyan Kitnay ghum Mil k rahaingay sada hum Hongay na yaaro kabhi juda Ooo'''''ooo Apni zameen apna jahaan Mil k rahaingay hum yahan Bhulu na, bhulu na meri awaaz Hhhhayyyyyyy Kitni hain khushiyan Kitnay ghum Mil k rahaingay sada hum Honay na yaaro kabhi juda Kabhi judaa Apni zameen apna jahaan Mil k rahaingay hum yahan Bhulu na, bhulu na meri awaaz Meri awaaz Aoaaaaa Kitni hain khushiyan Kitnay ghum Mil k rahaingay sada hum Hongay na yaaro kabhi juda Kabhi juda Hayyyy Apni zameen apna jahaan Mil k rahaingay hum yahan Bhulu na, bhulu na meri awaaz Ayyyy hayyyyyy aaaaaaa