Kuch Dur Hamaare Saath Chalo

Kuch Dur Hamaare Saath Chalo 歌詞

ジャンルPop
時間6:01
原文言語SQ
閲覧数301
歌詞座標

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Kuch dur hamaare saath chalo, hum dil ki kahaani kah denge samajhe na jise tum aankhon se wo baat jabaani kah denge phulon ki tarah jab hontho par ik shok tabassum bikharega dhire se tumhaare kaanon mein ik baat puraani kah denge izahaar-e-wafa tum kya samajho iqaraar-e-wafa tum kya jaano hum zikr karenge gairo ka aur apani kahaani kah denge mausam to bada hi zaalim hai toofaan uthaata rehta hai kuch log magar is hulchal ko badamast jawaani keh denge