Jinhe Ham Bhulaana Chaahe

Jinhe Ham Bhulaana Chaahe 歌詞

ジャンルPop
時間4:47
原文言語EU
閲覧数307
歌詞座標

原文歌詞

EU
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Jinhe hum bhulaana chaahe, wo aksar yaad aate hain bura ho iss muhabbat ka, wo kyon kar yaad aate hain bhulaaye kis tarah un ko, kabhi pi thi un aankhon se chhalak jaate hain jab aansu, wo saagar yaad aate hain kisi ke sunrkha lab the ya diye ki lau machalati thi jaha ki thi kabhi puja, wo mandar yaad aate hain rahe aye shamma tu roshan, duwa deta hain parawaana jinhe kismat mein jalna hain, wo jalakar yaad aate hain