Jaane Na Najar Pehachaane Jigar

Jaane Na Najar Pehachaane Jigar 歌詞

ジャンルPop
時間3:30
原文言語SQ
閲覧数259
歌詞座標

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya mera ang ang muskaaya aawaaz yeh kiski aati hai, jo chhed ke dil ko jaati hai main sun ke jise sharma jaau, hai kaun jo mujh mein samaaya mera ang ang muskaya jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya mujhe roz roz tadapaaya dhudenge usse hum taaro mein, saawan ki thandi bahaaro mein par ham bhi kisi se kam toh nahi, kyon rup ko apne chhupaaya mujhe roz roz tadapaaya jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya mera ang ang muskaaya bin dekhe jisko pyaar karu, gar dekhu us ko jaan bhi doon ek baar kaho o jaadugar, yeh kaun sa khel rachaaya meraa ang ang muskaaya jaane na najar pehachaane jigar, ye kaun jo dil par chhaaya mera ang ang muskaaya