Dekh Hamein Aawaz Na Dena

Dekh Hamein Aawaz Na Dena 歌詞

ジャンルPop
時間3:15
原文言語GL
閲覧数469
歌詞座標

原文歌詞

GL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Dekh Hamein Aawaz Na Dena Dekh Hamein Aawaz Na Dena o Bedard Zamaane, O Bedard Zamaane Aaj Chale Ham Chodke Tujhko duniya Nayi Basaane, O Bedard Zamaane Chamka Shaam Ka Pehla Taara Gagan Dulaara sabse Pehle Usne Dekha Pyar Hamara Aane Wali Raat Sunegi Tere Mere Taraane o Bedard Zamaane Dekh Hamein Aawaz Na Dena o Bedard Zamaane, O Bedard Zamaane Dur Kahi Ek Panchhi Gaye Ye Samjhaaye Dur Kahi Ek Panchhi Gaye Ye Samjhaaye pyaar Mein Ho Jaate Hain Apne Dard Paraaye Dil Ki Dhadkan Kya Hoti Hai dil Ki Dhadkan Kya Hoti Hai Pyaar Karen To Jaane o Bedard Zamaane Dekh Hamein Aawaz Na Dena o Bedard Zamaane, O Bedard Zamaane aaj Chale Ham Chhod Ke Tujhko duniya Nayi Basaane, O Bedard Zamaane