Main Rahoon Ya Na Rahoon

Main Rahoon Ya Na Rahoon 歌詞

ジャンルPop
時間6:47
原文言語ヒンディー語
閲覧数503
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
main rahoon ya na rahoon tum mujhmein baaki rehna mujhe neend aaye jo aakhiri tum khwaabon mein aate rehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna main rahoon ya na rahoon tum mujhmein baaki rehna kisi roz barish jo aaye samajh lena boondon mein main hoon subah dhoop tum ko sataaye samajh lena kirnon mein main hoon kisi roz barish jo aaye samajh lena boondon mein main hoon subah dhoop tum ko sataaye samajh lena kirnon mein main hoon kuchh kahoon ya na kahoon tum mujhko sada sunte rehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna hawaaon mein lipta hua main ghuzar jaaunga tumko chhu ke agar man ho to rok lena thehar jaaunga in labon pe hawaaon mein lipta hua main ghuzar jaaunga tumko chhu ke agar man ho to rok lena thehar jaaunga in labon pe main dikhoon ya na dikhoon tum mujhko mehsoos karna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna bas itna hai tumse kehna