Yaad Hai Na

Yaad Hai Na 歌詞

ジャンルPop
時間4:27
原文言語ヒンディー語
閲覧数116
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
wo mere aane pe khil jaana tera wo mere jaane pe chid jaana tera wo mere chhune pe chhil jaana tera yaad hai na wo paas aane pe pighal jaana tera boond boond mujhpe baras jaana tera til til mujhko woh tarsana tera yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na honthon se palkon ko kholna palkon pe dardon ko tolna dardon ko chadar mein chhodna jo tere takiye pe neendein thi padi jo teri neendon mein raatein thi dhali jo teri raaton mein saansein thi chali yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na aaja na phir se chaand tale main aur tu ek sath jale main aur tu ek sath bujhe wo mere aane pe khil jaana tera wo mere jaane pe chid jaana tera wo mere chhune pe chhil jaana tera yaad hai na woh paas aane pe pighal jaana tera boond boond mujhpe baras jaana tera til til mujhko tarsana tera yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na