Main Dhoondne Ko Zamaane Mein

Main Dhoondne Ko Zamaane Mein 歌詞

ジャンルPop
時間5:34
原文言語ヒンディー語
閲覧数1.5K
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
aa main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla pata chala ke galat leke main pata nikla pata chala ke galat leke main pata nikla main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla aa jiss ke aane se muqammal ho gayi thi zindagi dastakein khushiyon ne di thi mit gayi thi har kami kyun bewajah di yeh saza? kyun khwaab de ke woh le gayaa? jiyein jo hum lage sitam azaab aise woh de gayaa main dhoondne ko uske dil mein jo khuda nikla main dhoondne ko uske dil mein jo khuda nikla pataa chala ke galat leke main pata nikla pataa chala ke galat leke main pata nikla main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla aa dhoondta tha ek pal mein dil jise ye sau dafaa hai subah naraaz us bin roothi shaame din khafa woh aayein na le jaayein na haan uski yaadein jo hai yahaan na raasta na kuchh pataa main usko dhoondhunga ab kahaan main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla main dhoondne ko kabhi jeene ki wajah nikla pata chala ke galat leke main pata nikla pata chala ke galat leke main pata nikla main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla