Gulon Mein Rang Bhare

Gulon Mein Rang Bhare 歌詞

ジャンルPop
時間5:19
原文言語ヒンディー語
閲覧数54
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta dard ka rishta ooh mm bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta bada hai dard ka rishta yeh dil ghareeb sahi tumhaare naam pe aayenge gham gusaar chale hmm gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale hmm qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho kahin to bahr-e-khuda aaj zikar-e-yaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale jo humpe guzri so guzri magar sab-e-hijraan jo humpe guzri so guzri magar sab-e-hijraan humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale