Agle Janam Mohe Bitiya

Agle Janam Mohe Bitiya 歌詞

時間3:30
原文言語TL
閲覧数262
歌詞座標

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Hamare sajanava hamara dil aisa todan Woh ghar basaaya hamaka rastama chhodan Jaise kee lalla koyee khilauna jo paave Do chaar din toh khelan phir bhul jaave Ro bhee naa paave aisee gudiya naa kee jo Agle janam mohe bitiya naa kee jo Jo abb kiye ho daata aisa naa kee jo Agle janam mohe bitiya naa kee jo Aisee widaayee bolo dekhee kahee hai Maiya naa baabul bhaiya kono nahee hai Aasu ke gehane hai aur dukh kee hai dolee Band kiwariya more ghar kee yeh bolee Iss aur sapano bhee aaya naa kee jo Agle janam mohe bitiya naa kee jo Jo abb kiye ho daata aisa naa kee jo Agle janam mohe bitiya naa kee jo