Yeh Dil Kya Kare

Yeh Dil Kya Kare 歌詞

ジャンルPop
時間4:30
原文言語LT
閲覧数1.7K
歌詞座標

原文歌詞

LT
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Jadu sa chhane laga, pagal banane laga kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare divana pagal sa dil, aankho ke kajal sa dil lehrate aanchal sa dil, julfo ke badal sa dil tarse naa yeh barse naa yeh, yeh dil kya kare jadu sa chhane laga, pagal banane laga kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare tumse chura le tumhe, sabse chhupa le tumhe jan se laga le tumhe, apna bana le tumhe mai betab hu tu beche hai, yeh dil kya kare jadu sa chhane laga, pagal banane laga kuchh yad aane laga, kuchh bhul jane laga kya naa kare kya kare, yeh dil kya kare