Tip Tip Barsa Paani

Tip Tip Barsa Paani 歌詞

ジャンルPop
時間4:49
原文言語ヒンディー語
閲覧数330
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
tip tip barsa paani tip tip barsa paani paani ne aag lagayi aag lagi dil mein toh dil ko teri yaad aayi teri yaad aayi toh jal utha mera bheega badan ab tum hi batao sajan main kya karoon naam tera mere labon par aaya tha naam tera mere labon par aaya tha ho maine bahane se tumhe bulaya tha jhoomkar aa gaya saavan main kya karoon tip tip barsa paani paani ne aag lagayi aag lagi dil mein toh dil ko teri yaad aayi teri yaad aayi toh jal utha mera bheega badan ab tum hi batao sajan main kya karoon dooba dariya mein, khada main saahil par dooba dariya mein, khada main saahil par tu bijli bankar giri mere dil par chali aisi yeh paagal pavan main kya karoon tip tip barsa paani paani ne aag lagayi aag lagi dil mein toh dil ko teri yaad aayi teri yaad aayi toh chha gaya mujhpe deewanapan mere bas mein nahi mera mann main kya karoon