Raja Ko Rani Se

Raja Ko Rani Se 歌詞

ジャンルPop
時間5:14
原文言語MS
閲覧数743
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal hue teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal hue teere nazar dil ke paar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya o, raahon se raahein, baahon se baahein milke bhi milti nahin ho, hota hai aksar armaan ki kaliyaan khilke bhi khilti nahin o, phir bhi na jaane kyoon nahin maane phir bhi na jaane kyoon nahin maane deewana dil beqaraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya rani ko dekho, nazrein mili to aankhein churaane lagi ho, karti bhi kya voh sar ko jhukaake kangana ghumaane lagi o, raja ne aisa jaadu chalaaya raja ne aisa jaadu chalaaya na karte karte ikraar ho gaya raja ko rani se pyaar ho gaya pehli nazar mein pehla pyaar ho gaya dil jigar dono ghaayal hue teere nazar dil ke paar ho gaya