Kisi Din Banoongi Main

Kisi Din Banoongi Main 歌詞

ジャンルPop
時間5:14
原文言語SQ
閲覧数4.4K
歌詞座標

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
kisi din banoongi main raja ki rani zara phir se kehna kisi din banoongi main raja ki rani zara phir se kehna badi dilrooba hai yeh saari kahaani zara phir se kehna abhi to mile ho, abhi tum na jaana ke dil ban gaya hai tumhaara deewaana ho, zara phir se kehna kisi din banoongi main raja ki rani zara phir se kehna jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi meri jawaan dhadkanon mein teri pyaas thi laga yeh tujhko dekhke teri talaash thi tasveer teri dilbar main dil mein utaaroonga uljhe uljhe tere yeh zu ko sanwaaroonga zara phir se kehna kisi din banegi tu raja ki rani zara phir se kehna badi dilrooba hai yeh saari kahaani zara phir se kehna abhi to mile ho, abhi tum na jaana ke main ban gaya hoon tumhaara deewaana zara phir se kehna kisi din banoongi main raja ki rani zara phir se kehna tu phool hai chaman ka main kali bahaar ki mere labon pe likh de daastaan pyaar ki tu phool hai chaman ka main kali bahaar ki mere labon pe likh de daastaan pyaar ki tu ishq ki zubaan husn ka bayaan hai tu jaan nasheen jaane jaan, tu meri jaan hai taareef na kar itni, main hosh gawa baithoon aisa na ho chaahat mein, duniya ko bhoola baithoon zara phir se kehna kisi din banoongi main raja ki rani zara phir se kehna badi dilrooba hai yeh saari kahaani zara phir se kehna abhi to mile ho, abhi tum na jaana ke dil ban gaya hai tumhaara deewaana ho, zara phir se kehna kisi din banegi tu raja ki rani zara phir se kehna badi dilrooba hai yeh saari kahaani zara phir se kehna mm hm hm hm hm, la la la la la la zara phir se kehna hm hm hm hm hm hm, la la la la la la zara phir se kehna