Hamsafar Ke Liye

Hamsafar Ke Liye 歌詞

ジャンルPop
時間4:00
原文言語EO
閲覧数2.2K
歌詞座標

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
aah aah aah, aah aah aah aah aah aah aah aah aah hamsafar ke liye hamsafar mil gaya dil ko roka magar dil gaya dil gaya rab tera shukriya is khushi ke liye aur kya chaahiye zindagi ke liye hamsafar ke liye hamsafar mil gaya maine socha na tha pyaar ho jaayega is tarha se mera chain kho jaayega oh, haan maine socha na tha pyaar ho jaayega is tarha se mera chain kho jaayega tujhse nazrein mili dil dhadakne laga teri chaahat mein paagal tadapne laga maine tujhko chuna aashiqui ke liye rab tera shukriya is khushi ke liye aur kya chaahiye zindagi ke liye hamsafar ke liye hamsafar mil gaya hey hey hey eh eh maine har saans pe naam tera likha dhadkanon pe bhi paigaam tera likha oh, haan maine har saans pe naam tera likha dhadkanon pe bhi paigaam tera likha teri baahon mein guzri hai jo yeh ghadi hai yeh mere liye to yugon se badi ishq maine kiya zindagi ke liye rab tera shukriya is khushi ke liye aur kya chaahiye zindagi ke liye hamsafar ke liye hamsafar mil gaya