Behka diya humein

Behka diya humein 歌詞

ジャンルPop
時間6:14
原文言語ヒンディー語
閲覧数214
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Tum ne toh khaab dekhna Sikhlaadiya humein Uss zindagi se Kaise Sitam ko gilaah karein Jis zindagi ne aap se Milwaadiya humein Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Aankhon mein hain nasheele bhavar Zulf mein leher Aankhon mein hain nasheele bhavar Zulf mein leher Darya yeh kaisa husn ka Dikhlaadiya humein Armaano ka jahaan Mohabbat ki daastan Armaano ka jahaan Mohabbat ki daastan Hum kya kahen ke aapne Kya kya diya humein Manzar tamaam rang mein Doobe huwe se hain Manzar tamaam rang mein Tumne yeh kis makaam pe Pohchaadiya humein Yeh aap hai ke aaya hai Mausam bahaar ka Yeh aap hai ke aaya hai Mausam bahaar ka Shadaab kar diya humein Mehka diya humein Dekha humein kuch aise ke Behka diya humein Tum ne toh khaab dekhna Sikhlaadiya humein Uss zindagi se Kaise Sitam ko gilaah karein Jis zindagi ne aap se Milwaadiya humein