Yeh Jo Mohabbat Hai

Yeh Jo Mohabbat Hai 歌詞

ジャンルPop
時間4:05
原文言語SQ
閲覧数250
歌詞座標

原文歌詞

SQ
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar Toote agar saagar naya saagar koi le le Mere khuda dil se koi kisi ke na khele Dil toot jaaye to kya ho anjaam Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar Aankhen kisi se na ulajh jaaye main darrta hoon Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon Hey, aankhen kisi se na ulaj jaaye main darrta hoon Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon Bas door hi se karke salaam Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar