Suniye To Rukiye To

Suniye To Rukiye To 歌詞

ジャンルPop
時間4:22
原文言語トルコ語
閲覧数397
歌詞座標

原文歌詞

TR
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To Aisi Kya Jaldi Jaane Ki Deewana Hoon Maana Suniye Deewane Ki Suniye To Rukiye To Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To Aisi Kya Jaldi Jaane Ki Deewana Hoon Maana Suniye Deewane Ki Ye Shaam Ka Dilkash Manzar Ye Saahil Aur Samandar Kehte Hain Aap Na Jaayein Hum Par Ye Karam Farmayein Ye Shaam Ka Dilkash Manzar Ye Saahil Aur Samandar Kehte Hain Aap Na Jaayein Hum Par Ye Karam Farmayein Suniye To Kehti Hain Balkhati Lehrein Aap Zara Kuchh Der to Thehrein Suniye To Rukiye To Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To Aisi Kya Jaldi Jaane Ki Deewana Hoon Maana Suniye Deewane Ki Ithlaati Shokh Havayein Bheegi Rangeen Fizayein Jo Aapko Dekhe Jaaye To Seekhe Aur Adayein Ithlaati Shokh Havayein Bheegi Rangeen Fizayein Jo Aapko Dekhe Jaaye To Seekhe Aur Adayein Suniye To Ye Zulfein Jo Dekhe Badal Saare Baras Barse Vo Baadal Hey Suniye To Rukiye To Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To Aisi Kya Jaldi Jaane Ki Deewana Hoon Maana Suniye Deewane Ki Hey Suniye To Rukiye To Haan Kyon Hain Khafa Arre Kahiye To Aisi Kya Jaldi Jaane Ki Deewana Hoon Maana Suniye Deewane