Sau Rab Di

Sau Rab Di 歌詞

ジャンルPop
時間6:41
原文言語MS
閲覧数287
歌詞座標

原文歌詞

MS
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Main chaahta hoon tujhko dil-o-jaan ki tarha Tu chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha Main chaahta hoon tujhko dil-o-jaan ki tarha Tu chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha Chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha O, ho ho mere yaar sau rab di Dekhta hi rehta hoon sapne tere Darrta hoon kahin meri aankh na khule Aankh jo khulegi ho jaayegi tu pare Door nahin jaana kabhi dil se mere Dil se mere Baank mera dil hai quraan ki tarha Tu chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha Chhaa gayi hai mujhpe aasmaan ki tarha O, ho ho mere yaar sau rab di Aankhen jab bhi kholega tu paayega mujhe Jaaoongi kahin na main to chhodke tujhe Dil tujhe dene yaara aayi hoon main aaj Todke main duniya ki rasmori baaj Rasmori baaj Poojti hoon tujhko bhagwaan ki tarha, oh oh oh Poojti hoon tujhko bhagwaan ki tarha Tu chhaa gaya hai mujhpe aasmaan ki tarha Oh oh oh mere yaar sau rab di Sochti main rehti hoon bas yehi baat Chhod to na doge kahin tum mera saath Kar le yakeen tera chhodoonga na haath I love you my darling from the bottom of my heart Khaayi hai jo aaj humne rab ki kasam Mile hai to ab nahin bichhdenge hum Ho ho ho mere yaar sau rab di Oh oh oh mere yaar sau rab di Ho ho ho mere yaar sau rab di Sau rab di Oh oh oh mere yaar sau rab di Sau rab di, sau rab di Sau rab di