Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai

Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai 歌詞

ジャンルPop
時間2:20
原文言語ET
閲覧数627
歌詞座標

原文歌詞

ET
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Gaaon ka panghat, panghatka paani Bhare gagariya koi deewani Thandi thandi purwaayi mein meethi meethi khushboo Mat poocho us khushboo mein hota hai kaisa jadoo Jadoo aisa hota hai ke har koi jhoomta rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Dil mein basaakar gaaon ki mamta Shaher mein aaya main jogi ramta Dil mein basaakar gaaon ki mamta Shaher mein aaya main jogi ramta Sukh dukh saare maan kar aur unko apna kar Tarah tarah ke naaton se ghar ban jaata hai soondar Pal pal sachche rishton ka vahan pyaar barasta rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai Jis desh mein ganga rehta hai