Balle O Gori Baake Chhore

Balle O Gori Baake Chhore 歌詞

ジャンルPop
時間4:11
原文言語SO
閲覧数670
歌詞座標

原文歌詞

SO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
tan dole mann dole tu jo haan bole ya allah ya allah balle balle o gori baaki chhori baandh le chori chori dil se dil ki dori ya allah ya allah balle balle o gore baake chore tan dole mann dole tu jo haan bole ya allah ya allah balle balle jaadubhari aankhon wale meethi meethi baaton wale balle dheere dheere yeh dil mera mujhse durr gaya aaisa gum hai tere pyar mein khud ko bhool gaya hain balle dheere dheere yeh dil mera mujhse durr gaya aaisa gum hai tere pyar mein khud ko bhool gaya hain ho... issi baat pe chumma lele duniya chahe jalle jalle ya allah ya allah balle balle o gori baaki chhori baandh le chori chori dil se dil ki dori ya allah ya allah balle balle (jaadubhari aankhon wale meethi meethi baaton wale) balle mere saiyya thaam le baiyya duniya se kya darna tere sang hai jeena yaara tere sang hai marna balle balle mere saiyya thaam le baiyya duniya se kya darna tere sang hai jeena yaara tere sang hai marna ho.. pyar se badhke koi nahi hai aaj pada yeh palle palle ya allah ya allah balle balle o gore baake chhore tan dole mann dole tu jo haan bole ya allah ya allah balle balle o gori baaki chhori baandh le chori chori dil se dil ki dori ya allah ya allah balle balle