Baje Jo Bansi

Baje Jo Bansi 歌詞

ジャンルPop
時間4:00
原文言語ドイツ語
閲覧数361
歌詞座標

原文歌詞

DE
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
thama karo prem leela kiya karo kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo (baje jo bansi thama karo prem leela kiya karo) kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo tumhe hamesha maine chaaha magar zuuban se kah na paaya sanam yeh such hai pal pal har pal nazar nazar mein tumko maanga sagar ki lehronmein tum ho awara badal mein tum ho saanson mein lehraya karo dhadkan tum ban jaya karo itna na sharmaya karo mujhe kanhaiyya kaha karo janam janam ka saath hai yeh yahi yaqienan baat hai nahi yeh jhooti baat yaara khuda bhi apni saath hai suraj ke kirano mein tum ho saawan ki boondon mein tum hu saamne jab aaya karo thooda sa tum tham jaya karo aise na etraya karo mujhe kanhaiyya kaha karo baje jo bansi thama karo prem leela kiya kar kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo