Yeh Shaam

Testo di Yeh Shaam

GenerePop
Durata7:41
Lingua originaleMS
Visualizzazioni278
Coordinate del testo

Testo originale

MS
Traduzione non ancora disponibile. Mostriamo il testo originale.
18
Yeh shaam phir nahee ayegi Yeh shaam phir nahee ayegi Iss shaam ko, iss saath ko Aao Amar karlain Amar karlain Yeh shaam phir nahee ayegi Iss shaam ko, iss saath ko Aao Amar karlain Amar karlain Yeh shaam phir nahee ayegi Dil ki baatain sabhi Bin kahay hum sunain Hont khaamosh hon Aankhain kehti rahain Dil ki baatain sabhi Aankhon aankhon mein Baaton baaton mein Jeevan... Basar karlain Basar karlain Amar karlain Yeh shaam phir nahee ayegi Main tumharay kareeb Tum meray paas ho Aur kuch ho na ho Bus yeh ehsas ho Tum meray paas ho Aankhon aankhon mein Baaton baaton Mein Jeevan Safar karlain Safar karlain Amar karlain Yeh shaam phir nahee ayegi Eik doojay mein gumm Iss tarhan hum jeeyain Haath main haath hon Lamha lamha banay Iss tarhan hum jeeyain Aankhon aankhon mein Baaton baaton mein Aao Sahar karlain Sahar karlain Amar karlain Yeh shaam phir nahee ayegi Iss shaam ko Iss saath ko Aao Amar karlain Amar karlain Yeh shaam phir nahee ayegi Iss shaam ko Iss saath ko Aao Amar karlain Amar karlain Amar karlain...